Skip to main content

Introduction || Ethical Hacking using Termux 2021 in Hindi

Kya Aap Ek Student Hain ya Computer User Hain or Hacking me Interest Rakhte Hain to Yeh Post Aapke Liye hi hai. Is Post me, Main Aapko Bataunga ki Termux Aakhir Hai Kya, Termux ka Istemaal Hacking Me Kese or Kyu Karte hai. Aap Hacking me Intrest Rakhte Hain to Aapne "KALI LINUX" ka Naam jarur suna hoga, agr nahi suna to yeh post aapke liye nahi hai. Basically Agr Aap Kali Linux Sikhna Chate Hain Lekin Unke Paas Kali Linux Ya Hacking Sikhne Ke Liye Koi Computer ya Laptop Nahi Hai. Toh Termux Aapke Liye Hi Hai, Termux Ka Istemaal Karke Aap Linux Ki HarCommand Ka Istemaal Kar Sakte Hain Agr aap Kali Linux Operating System Ke Baare Me Janana Chahte Hain To Niche Diye Hue Link Par Click Kare. What is Kali Linux And How to Install It? What is Termux ( Termux Kya Hai )   Termux Ek Android Terminal Emulator or Linux Environment  Application Hai Jo Bina Ya Setup Ke Sidhe Kaam Karta Hai, Isme Pahle Se Hi A dditional Packages, Ek APT package manager Dvara   Available Hote Hain. Ter...

Introduction || Ethical Hacking using Termux 2021 in Hindi

What is Termux and how to use it


Kya Aap Ek Student Hain ya Computer User Hain or Hacking me Interest Rakhte Hain to Yeh Post Aapke Liye hi hai.

Is Post me, Main Aapko Bataunga ki Termux Aakhir Hai Kya, Termux ka Istemaal Hacking Me Kese or Kyu Karte hai.

Aap Hacking me Intrest Rakhte Hain to Aapne "KALI LINUX" ka Naam jarur suna hoga, agr nahi suna to yeh post aapke liye nahi hai.

Basically Agr Aap Kali Linux Sikhna Chate Hain Lekin Unke Paas Kali Linux Ya Hacking Sikhne Ke Liye Koi Computer ya Laptop Nahi Hai.

Toh Termux Aapke Liye Hi Hai, Termux Ka Istemaal Karke Aap Linux Ki HarCommand Ka Istemaal Kar Sakte Hain

Agr aap Kali Linux Operating System Ke Baare Me Janana Chahte Hain To Niche Diye Hue Link Par Click Kare.

What is Kali Linux And How to Install It?

What is Termux ( Termux Kya Hai ) 

Termux Ek Android Terminal Emulator or Linux Environment Application Hai Jo Bina Ya Setup Ke Sidhe Kaam Karta Hai, Isme Pahle Se Hi Additional Packages, Ek APT package manager Dvara Available Hote Hain.

Termux Ke Ander Aap Linux Ki Commands Ko Aasani Se Istemaal Kar Sakte Hain Vo Bhi Apne Android Phone Ko Bina Root Kiye.

Why Used Termux ( Termux Kyu Use Hota Hai )  

How to use Termux



Agr Aap Kali Linux ya Ethical Hacking Sikhna Chahte Hain To Aap Termux Se Sikh Sakte Hai, Termux Ke Ander Aap Kali Linux Ki Sabhi Commands Ka Istemaal Kar Sakte Hain.

Iske Liye Jaruri Nahi Hai Ki Aapka Android Phone Root Ho Aap Bina Root Kiye Bhi Kali Linux Ki Commands Ka Istemaal Kar Sakte Hain.

System Requirement For Termux in Hindi  


Termux Ko Apne Android Me Install Karne Ke Liye Aapke Paas Kuch Requirements Honi Chahiye.

  • A 4G Android Device
  • Internet Connection
  • Google PlayStore


How To Install Termux ( Termux Kese Install Kare )  

How to Install Termux



Aap Apne Android Device Me Termux Ko Install Karna Chahte Hain To Main Aapko Step-By-Step Bataunga Jiske Apko Follow Karna Hai.

Step : 1 - Sabse Pahle Apne Mobile Google PlayStore Open Kijiye.
Step : 2 - Fir PlayStore Par "Termux" Type Karke Search Kijiye.
Step : 3 - Apke Saamne Termux Application Show Hoga.
Step : 4 - Simply Aapko Ek Install Ke Button Pr Click Kar Dena Hai.

Finally!! Is Tarah Se Aapko Apne Android Device Me Termux Emulator Ko Install Kar Lena Hai

How to Use Termux ( Termux Kese Instemaal Karte Hain )  


Step : 1 - Sabse Pahle Termux Install Hone Ke Baad Open Kijiye
Step : 2 - Termux Open Hone Ke Baad Usme Automatic Pkg Install Hone Start Ho Jaayege To Isme Kuch Samay Lag Sakta Hai.
Step : 3 - Type " apt-get install update && upgrade".

Ab Aapka Termux Istemaal Karne Ke Liye Puri Tarah Se Teyar Hai, Is Tarah Se Aap Apne Android Device Me Hi Ethical Hacking ya Kali Linux Sikh Sakte Hain.

Agr Aapko Abhi Bhi Kuch Samjhme Me Problem Ho ya Kuch Question Ho To Aap Mujhse Comment Box Me Puch Sakte Hain.

Agr aap or bhi advance Hacking ya computer se related content padhna chahte hain to is website pr jaaiye Pro Developer, yaha aapko bhut accha content millega

Thank You !!

Aap Yeh Bhi Padd Sakte Hain.

hack wifi
password creack





Comments